Bahadur ya bujdil

Khud ki nakari ki bimari ka nakaw accha odha h
Mai khud seeh kar hu lapata, samaj par daag yuu hi chooro h
Yeh chota h iljaam ki mai haar hi gaya
Arre Mai to maar hi gaya, maa baap ke woh saare sapne
Ha nikaame se aachran jo rehte aaj tak hai sang
Aur Jo Aaj Tak h sang na jaane kitna jamba hoga unke saath me yeh bram
Chalo Kam se Kam yeh shaam bhi h dal gayi
Saas meri chal rahi aur yuu hi 13vi ek din aur taal gayi
Tu khud tere saath h, aanshu pooch apne haath se
Lag ja wapas kaam pe
Yaad kar woh saare faesle jo fisale dil ki farmaisho ke beech the
Aaj theek se tu seekh le ki sab cheez me hi beed h
To deet ban ja sirf ek deed me ki maa baap ki tu hi ek ummeed hai
Karan ne kawach kundal choore tu karm me alas to tu choor de
Par tujh se to yeh bhi na hota h theek se
Abb tere h faisle, Teri h manjil, dimag ki sunega ya rahega sang Dil
Bahut choti takker hai bahadur aur bujdil

Comments

Popular posts from this blog

broken

Unblocked burden